Niklo CabCar ki ride family safar, shehar ke andar ya shehar se bahar jaane ke liye behtareen hai. Niklo Cab par Car Driver se ride book karein.
Driver ke tor par register karne ke liye app mein Google se sign in karein, form bharein (naam, WhatsApp number, shehar, gaari ki tafseel) aur approval ke baad driver panel milega. Approval ke baad aap online ho kar ride requests le sakte hain.